Dosti Ka Ek Samandar (Title) Lyrics  | Dosti Ka Ek Samandar | Zehra Nigam, Indira Varma | Radhika Chopra | Radhika Chopra

Dosti Ka Ek Samandar (Title) Lyrics | Dosti Ka Ek Samandar | Zehra Nigam, Indira Varma | Radhika Chopra | Radhika Chopra

Dosti ka ek samandar
Anginat saahil wafa ke
Apne seene mein chhupae
Jaane kab se behraha thaa
Dafatan ek moje ubhari
Moti o ki sakal mein
Dhalte huye alfaaz chumle
Khud b khud dil se uthe
Lab tak gaye

Dil ka har ik bojh
Lafzo ne uthaya
Fikar ka har lamha ek
Jhumale se takraya
Bikhar kar kho gaya
Ghum ka reza reza
Kuchh baato ki
Roh mein beh gaya.

MovieDosti Ka Ek Samandar
SingerRadhika Chopra
Music ComposerRadhika Chopra
LyricistFarooq Sheikh
Star CastZehra Nigam, Indira Varma
LabelLiving Media

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *