Dost Lyrics  | Coke Studio Pakistan – Season 7 | Abbas Ali Khan, Abida Parveen | Abida Parveen | Strings (Band)

Dost Lyrics | Coke Studio Pakistan – Season 7 | Abbas Ali Khan, Abida Parveen | Abida Parveen | Strings (Band)

Kahoon dost se
Dost ki baat kya kya
Kahoon kahoon
Kahoon kahoon
Kahoon dost se
Dost ki baat kya kya
Kahoon dost se
Dost ki baat kya kya
Rahi dushmanon se
Mulaaqaat kya kya
Kahoon kahoon
Kahoon dost se dost ki
Baat kya kya kahoon

Woh ishwe woh ghamze
Woh naghme woh jalwe
Woh ishwe woh ghamze
Woh naghme woh jalwe
Woh ishwe woh ghamze
Woh naghme woh jalwe
Woh ishwe woh ghamze
Woh naghme woh jalwe
Talab kar rahe ham
Aafaat kya kya
Talab kar rahe ham
Aafaat kya kya
Kahoon kahoon
Kahoon dost se dost
Ki baat kya kya
Kahoon dost se dost
Ki baat kya kya kahoon

Jahaan mujh ko aaya
Khayaal aa gaye woh
Jahaan mujh ko
Jahaan mujh ko aaya
Khayaal aa gaye woh
Khayaal aa gaye woh
Jahaan mujh ko aaya
Khayaal aa gaye woh
Dikhaayi hain dil ne
Karaamaat kya kya
Dikhaayi hain dil ne
Karaamaat kya kya
Dikhaayi dikhaayi
Dikhaayi hain dil ne
Dikhaaeen hain
Dikhaaeen hain
Dikhaaeen hain
Dikhaayi hain dil ne
Karaamaat kya kya
Kahoon kahoon
Kahoon kahoon
Kahoon dost se
Dost ki baat kya kya

Nah thi guftugu darmiyaan
Phir bhi unse nah thi guftugu
Guftugu guftugu guftugu
Guftugu guftugu
Nah thi guftugu
Darmiyaan phir bhi un se
Pasi pardai dil
Hui baat kya kya
Pasi pardai dil
Hui baat kya kya
Kahoon kahoon
Kahoon dost se dost ki
Baat kya kya kahoon.

MovieCoke Studio Pakistan - Season 7
SingerAbida Parveen
DirectorRohail Hyatt
Music ComposerStrings (Band)
Star CastAbbas Ali Khan, Abida Parveen, Abrarul Haq, Akhtar Chanal Zahri, Fariha Pervez, Humaira Channa, Javed Bashir, Jawad Ahmed, Komal Rizvi, Meesha Shafi, Rahma Ali, Rahat Fateh Ali Khan, Sajjad Ali, Ustad Rais Khan, Zohaib Hassan, Zoe Viccaji, Ustaad Tafu Kha

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *