Chand saanso ka khel hai
Har insaan hai paani
Raaj ye gahara koi naa jaane
Maut kise kab aani
Maut kise kab aani
Lekin ye hai maut ka kahana
Lekin ye hai maut ka kahana
Pal do pal me aaungi
Rahungi mai najaro ke saamne
Phir bhi najar na aaungi
Phir bhi najar na aaungi
| Movie | Hisaab Khoon Ka |
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Director | Surendra Mohan |
| Music Composer | Nadeem Shravan |
| Lyricist | Anwar Sagar |
| Star Cast | Mithun Chakraborty, Mandakini, Raj Babbar, Poonam Dhillon, Satish Shah, Saeed Jaffrey, Amrish Puri |

