Dooba Dooba Rehta Hoon Aankhon Me Teri Lyrics | Silk Route – Boondein

Dooba Dooba Rehta Hoon Aankhon Me Teri Lyrics | Silk Route – Boondein

Duba duba rehta hu
Aankhon me teri
Deewana ban gaya hu
Main chaahat me teri
Duba duba rehta hu
Aankhon me teri
Deewana ban gaya hu
Main chaahat me teri
Ab din gujarte nahin
Raate katati nahin
Teri tasvir se baat banti nahin
Ho aaja

Koi jaane na
Pehchane na
Ye hua kaise
Tum aa gaye khaabo mein aise
Koi jaane na
Pehchane na
Ye hua kaise
Tum aa gaye khaabo mein aise
Bewafa sun o bewafa
Bewafa na ja
Duba duba rehta hu
Aankhon me teri

Tum jo mil gaye
Deeye jal gaye
Mere khaabo mein
Ban jao tum
Mere humsafar
Tum jo mil gaye
Deeye jal gaye
Mere khaabo mein
Ban jao tum
Mere humsafar
Bewafa sun o bewafa
Bewafa na ja
Duba duba rehta hu
Aankhon me teri
Deewana ban gaya hu
Main chaahat me teri
Duba duba rehta hu
Aankhon me teri
Deewana ban gaya hu
Main chaahat me teri
Ab din gujarte nahin
Raate katati nahin
Teri tasvir se baat banti nahin
Ho aaja
Na ja bewafa
Bewafa na ja
Bewafa aaja
Bewafa na ja

MovieSilk Route - Boondein

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *