Dol Na Yaado Ki Galiya Dol Na Lyrics | Morning Walk | Shreya Ghoshal | Jeet Ganguly

Dol Na Yaado Ki Galiya Dol Na Lyrics | Morning Walk | Shreya Ghoshal | Jeet Ganguly

Dol na yaado ki galiya dol na bol na beeti huyi baatein bol na
Jo bhi huva hai hona nahi tha jo bhi huva hai hona nahi tha
Ab ho chuka toh kaisa gila
Dol na yaado ki galiya dol na bol na beeti huyi baatein bol na
Dol na dol na dol na dol na dol na

Jaane kaha kab koyi rasta bulaaye rasta bulaakar yuhi chalaaye
Jaane kaha kab koyi rasta bulaaye rasta bulaakar yuhi chalaaye
Dekhe huve mein soche huve ko dekhe huve mein soche huve ko
Paaya nahi toh kaisa gila
Ghol na saanso mein aahein ghol na dol na yaado ki galiya dol na

Khoyi khoyi raahon sa hai ye jivan kehne ko saare sajni saajan
Khoyi khoyi raahon sa hai ye jivan kehne ko saare sajni saajan
Hai jo bhi apna dur ka sapna hai jo bhi apna dur ka sapna
Sapna jo tuta toh kaisa gila
Khol na hontho ke taale khol na
Dol na dol na dol na dol na dol na dol na
Dol na yaado ki galiya dol na

MovieMorning Walk
SingerShreya Ghoshal
DirectorArup Dutta
Music ComposerJeet Ganguly
LyricistNida Fazli
Star CastAnupam Kher, Sharmila Tagore, Rajit Kapoor, Divya Dutta, Shayan Munshi, Nargis, Avika Gor, Shweta Menon, Abhijit Lahiri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *