Do pyar karne wale
Jungle me kho gaye
Baghee bane pagal
Bane divane ho gaye
Kaho abb kya kare
Kare abb kya kare
Arre abb kya kare
Ajee abb kya kare
Do pyar karne wale
Jungle me kho gaye
Baghee bane pagal
Bane divane ho gaye
Darr lagta hai yar
Kahee na sher aa jaye
Paake akele me na
Ham dono ko kha jaye
Dekhega jo tujhko
Tujhpe mar jayega
Meree jan pe woh
Apni bhee jan lutayega
Tere husn ke jadu se
Woh bach nahee payega
Dare ham kyon dare
Bhala ham kyon dare
Arre ham kyon dare
Ajee ham kyon dare
Do pyar karne wale
Jungle me kho gaye
Baghee bane pagal
Bane divane ho gaye
Hamne suna toh par
Purane log kehte hain
Aise ghane jungle me
Kale bhut rehate hain
Tere naino se agar
Woh naino ko ladayega
Tir nigahon ka usake
Dil me gadh jayega
Tere ishq ka bhut
Bhuto pe chadh jayega
Galey milke galey
Chale aasheek chale
Chale milke chale
Divane ham chale
Do pyar karne wale
Jungle me kho gaye
Baghee bane pagal
Bane divane ho gaye
Kaho abb kya kare
Kare abb kya kare
Arre abb kya kare
Ajee abb kya kare
Do pyar karne wale
Jungle me kho gaye
Ek doosre ke pyar me
Divane ho gaye
| Movie | Jungle |
| Singer | Sunidhi Chauhan, Sonu Nigam |
| Director | Ram Gopal Varma |
| Music Composer | Sandeep Chowta |
| Lyricist | Sameer |
| Star Cast | Fardeen Khan, Urmila Matondkar, Suniel Shetty, Sushant Singh, Kashmira Shah, Raju Kher, Swati Chitnis, Rajpal Yadav, Avtar Gill, Makrand Deshpande, Manmeer Singh, Sanjay Kumar, Anil Yadav, Himanshu Mallik, Vijay Raaz, Raj Khan |

