Do Dilo Ki Dastan Me Ishq To Suruvat Hai Lyrics | Main Solah Baras Ki | Kumar Sanu, Anuradha Paudwal, Udit Narayan | Rajesh Roshan

Do Dilo Ki Dastan Me Ishq To Suruvat Hai Lyrics | Main Solah Baras Ki | Kumar Sanu, Anuradha Paudwal, Udit Narayan | Rajesh Roshan

Do dilo ki dastan me
Ishq to suruvat hai
Do dilo ki dastan me
Ishq to suruvat hai
Hai talisam ya junun ya
Hai talisam ya junun ya
Khwabo ki barat hai
Khwabo ki barat hai
Do dilo ki dastan me
Ishq to suruvat hai
Hai talisam ya junun ya
Hai talisam ya junun ya
Khwabo ki barat hai
Khwabo ki barat hai

Pathro me hai chupi
Apni si kahaniya
Apni si kahaniya
Ooooo ooooo
Ho lamha ye jadu bhara
Sadiyo ki saugat hai
Sadiyo ki saugat hai
Behichak tu mang le
Aa a aa aa a aa
Behichak tu mang le
Jo aaj tere man me hai
Is janam ki baat kya
Sau janam ka sath hai
Aapki har ek ada me
Hai jaha bhar ka nasha
Ajnabi sehra me jaise
Ho hooo
Ajnabi sehra me jaise
Khushiyo ki barsat hai
Ha do dilo ki dastan me
Ishq to suruvat hai
Hai talisam ya junun ya
Hai talisam ya junun ya
Khwabo ki barat hai
Khwabo ki barat hai

Ankahi bato me dhundhe
Jindagi ke faisle
Jindagi ke faisle
Hooo jitna bhi hum tum mile
Choti lage mulakat hai
Choti lage mulakat hai
Humsafar humrah humdam
Aaaaaa aaaaaa
Humsafar humrah humdam
Humnawa hum humkadam
Din kaho to din kahe
Raat kaho to raat hai
Najare inayat hum karenge
Waqt aane dijiye
Dhai aksar prem ke
Dhai aksar prem ke
Mukhtsar si baat hai
Do dilo ki dastan me
Ishq to suruvat hai
Hai talisam ya junun ya
Hai talisam ya junun ya
Khwabo ki barat hai
Khwabo ki barat hai

MovieMain Solah Baras Ki
SingerKumar Sanu, Anuradha Paudwal, Udit Narayan
DirectorDev Anand
Music ComposerRajesh Roshan
Star CastDev Anand, Sabeena, Jas Arora, Harish Patel, Mohan Joshi, Satyen Kappu, Supriya Karnik, Anant Mahadevan, Shashikala, Tanuja, Deepak Tijori

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *