Do Dil Milenge Pyaar Mein (Male) Lyrics | Pyar Mein Twist (2005) | Babul Supriyo | Jatin-Lalit

Ho o o o o ho ho ho ho….
(Do dil milenge pyaar mein
Dono milake khilenge pyaar mein
Na roke rukenge sun mere saathiya re
Kuchh bhi kar le dushman jahaan) – (3)
Ho do dil milenge pyaar mein

Chalo aaj hum le le pehali kasam
Na bichhadenge abb milake hum toh sanam
Baandha hai rishta chaahaton ki dor se
Tutega dhaaga na kisi ke jor se
Do dil milenge pyaar mein
Dono milake khilenge pyaar mein

Muhabbat ki baahon mein khoye rahein
Khayaalon ki waadi mein soye rahein
Mehsus kar le jismo jaan ki garmiyaan
Duri rahe na abb jara bhi darmiyaan
Do dil milenge pyaar mein
Dono milake khilenge pyaar mein
Na roke rukenge sun mere saathiya re
Kuchh bhi kar le dushman jahaan
Ho do dil milenge pyaar mein…….

MoviePyar Mein Twist (2005)
SingerBabul Supriyo
Music ComposerJatin-Lalit
LyricistSameer

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *