Do Dil Dhadak Rahe Hain Lyrics | Insaaf | Talat Mahmood | Chitragupt

Do Dil Dhadak Rahe Hain Lyrics | Insaaf | Talat Mahmood | Chitragupt

Do dil dhadak rahe hai aur aawaaz ek hai
Do dil dhadak rahe hai aur aawaaz ek hai
Nagame judaa-judaa hai magar saaz ek hai
Do dil dhadak rahe hai aur aawaaz ek hai

Rangin har adaa hai
Bechain har nazar hai
Rangin har adaa hai
Bechain har nazar hai
Ik dard sa idhar
Ik dard sa udhar hai
Dono ki beqaraari kaa adaaz ek hai
Dono ki beqaraari kaa adaaz ek hai
Nagame judaa-judaa hai magar saaz ek hai
Do dil dhadak rahe hai aur aawaaz ek hai

Tadpaaiye na hamko
Sharmaaiye na hamse
Tadpaaiye na hamko
Sharmaaiye na hamse
Dono ki zindagi hai ek dusre ke dam se
Dono ki zindagi hai ek dusre ke dam se
Ham do kahaniya hai magar raaz ek hai
Ham do kahaniya hai magar raaz ek hai
Nagame judaa-judaa hai magar saaz ek hai
Do dil dhadak rahe hai aur aawaaz ek hai

MovieInsaaf
SingerTalat Mahmood
DirectorKedar Kapoor
Music ComposerChitragupt
LyricistAsad Bhopali
Star CastNalini Jaywant, Ajit, Durga Khote, Helen, Johnny Walker, Ramayan Tiwari, Kamal Kapoor

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *