Do Chaahne Walo Ki Mulakat Hai Wallah Lyrics | Ladies Tailor | Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Do Chaahne Walo Ki Mulakat Hai Wallah Lyrics | Ladies Tailor | Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Do chahne walo ki mulakat hai wallah
Do chahne walo ki mulakat hai wallah
Kya sath hai kya rat hai kya bat hai wallah
Do chahne walo ki mulakat hai wallah

Arman tha jiska arman tha jiska
Arman tha jiska ye wahi rat hai wallah
Arman tha jiska ye wahi rat hai wallah
Kya sath hai kya rat hai kya bat hai wallah
Do chahne walo ki mulakat hai wallah

Wo aah bhari aag mere dil me machalke
Wo aah bhari aag mere dil me machalke
Baho me chale aaye wo parde se nikal ke
Parde se nikal ke ye sari mohabbat ki
Ye sari mohabbat ki karamat hai wallah
Ye sari mohabbat ki karamat hai wallah
Kya sath hai kya rat hai kya bat hai wallah
Do chahne walo ki mulakat hai wallah

Jab pyar kiya hai to idhar dekhte rahna
Jab pyar kiya hai to idhar dekhte rahna
Lag jaye na dunia ki najar dekhte rahna
Dekhte rahna kya gum hai jo in hatho me
Kya gum hai jo in hatho me ye hath hai wallah
Kya gum hai jo in hatho me ye hath hai wallah
Kya sath hai kya rat hai kya bat hai wallah
Do chahne walo ki mulakat hai wallah

Betab se hokar jo gale milne lage hai
Betab se hokar jo gale milne lage hai
Dono ki nigaho me diye jalne lage hai
Jalne lage hai
Bekhud kiye deti hai azab rat hai wallah
Bekhud kiye deti hai azab rat hai wallah
Kya sath hai kya rat hai kya bat hai wallah
Do chahne walo ki mulakat hai wallah
Do chahne walo ki mulakat hai wallah

MovieLadies Tailor
SingerMohammed Rafi, Lata Mangeshkar
DirectorKhalid Akhtar
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastSanjeev Kumar, Reena Roy, Amjad Khan, Pran, Deven Verma, Urmila Bhatt, Manju, Bindu

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *