Do Ankhiya Do Ankhiyo Se Lad Gayi Lyrics  | Raj Pratigya | P. Jairaj, Nirupa Roy | Lata Mangeshkar | Sanmukh Babu

Do Ankhiya Do Ankhiyo Se Lad Gayi Lyrics | Raj Pratigya | P. Jairaj, Nirupa Roy | Lata Mangeshkar | Sanmukh Babu

Do ankhiya do ankhiyo se lad gayi
Do ankhiya do ankhiyo se lad gayi
Do ankhiya do ankhiyo se lad gayi
Tha wo nazaro ka khel huva chori chori mel
Baato baato hi me baat badh gayi
Do ankhiya do ankhiyo se lad gayi
Do ankhiya do ankhiyo se lad gayi

Man me chhupi baat thi taro bari raat thi
Man me chhupi baat thi taro bari raat thi
Baag me chameli tale unse mulakat thi
Man me chhupi baat thi taro bari raat thi
Baag me chameli tale unse mulakat thi
Naam nahi pucha unka kaam nahi pucha
Mai to laaj se
Mai to laaj se zameen me haye gad gayi
Do ankhiya do ankhiyo se lad gayi
Do ankhiya

Bijliya ka taar tha tikha uska vaar tha
Bijliya ka taar tha tikha uska vaar tha
Baka chabila neele gode pe sawar tha
Bijli ya katar tha tikha uska paar tha
Baka chabila neele gode pe sawar tha
Sohni surat mohni surat
Mere man ke
Mere man ke manderva me jad gayi
Do ankhiya do ankhiyo se lad gaya
Tha wo nazaro ka khel huva chori chori mel
Baato baato hi me baat badh gayi
Do ankhiya do ankhiyo se lad gayi
Do ankhiya.

MovieRaj Pratigya
SingerLata Mangeshkar
DirectorJaswant Jhaveri
Music ComposerSanmukh Babu
LyricistBharat Vyas
Star CastP. Jairaj, Nirupa Roy, Arvind, Sabia Chatterjee, B.M. Vyas
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *