Diwali Phir Aa Gayi Lyrics  | Khazanchi | M. Ismail, Ramala Devi | Shamshad Begum | Ghulam Haider

Diwali Phir Aa Gayi Lyrics | Khazanchi | M. Ismail, Ramala Devi | Shamshad Begum | Ghulam Haider

Diwali phir aa gayi sajni
Diwali phir aa gayi sajni
Ha ha man ka deep jalale
Ha ha man ka deep jalale
Diwali phir aa gayi sajni

Aamat ke yun deep jalaye
Kyu aakash ke taare
Aamat ke yun deep jalaye
Kyu aakash ke taare
Jagmag jagmag ho sab duniya
So jaaye andheri
Jagmag jagmag ho sab duniya
So jaaye andheri
Aankhen malte malte sajni
Aankhen malte malte sajni
Jag uthe ujiyale
Diwali phir aa gayi sajni
Diwali phir aa gayi sajni
Ha ha aag ka deep jala le
Ha ha aag ka deep jala le
Diwali phir aa gayi sajni

He ri sakhi chal nand gaaon ko
Lekar man ki mala
He ri sakhi chal nand gaaon ko
Lekar man ki mala

Ha ri sakhi chal nand gaaon ko
Lekar man ki mala
Ha ri sakhi chal nand gaaon ko
Lekar man ki mala
De aaye andhiyare man ke
Le aaye ujiyala
De aaye andhiyare man ke
Le aaye ujiyala
Zamuna tat par chal kar sajni
Zamuna tat par chal kar sajni
Jeevan ke sukh pale
Diwali phir aa gayi sajni
Diwali phir aa gayi sajni.

MovieKhazanchi
SingerShamshad Begum
DirectorMoti B. Gidwani
Music ComposerGhulam Haider
LyricistWali Sahab
Star CastM. Ismail, Ramala Devi, S.D. Narang, Manorama, Durga Mota, Jankidas, Ajmal, Pran
LabelColumbia Records

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *