Din Suhane Ye Mausam Lyrics  | Poonam | Kamini Kaushal, Om Prakash | Lata Mangeshkar | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Din Suhane Ye Mausam Lyrics | Poonam | Kamini Kaushal, Om Prakash | Lata Mangeshkar | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Din suhane
Din suhane ye mausam bahar ka
Din suhane ye mausam bahar ka
Dil ye chahe mai gau geet pyar ka
Dil ye chahe mai gau geet pyar ka
Ho geet pyar ka din suhane
Ho din suhane ye mausam bahar ka

Ye dhadkan ye masti ye halchal
Ye dhadkan ye masti ye halchal
Ye jawani pe khusiyo ka aachal
Ye jawani pe khusiyo ka aachal
Kahna kya jindagi ke singar ka
Kahna kya jindagi ke singar ka
Mausam bahar ka din suhane
Din suhane ye mausam bahar ka

Ji ye chahe ke apna ho koi
Ji ye chahe ke apna ho koi
Nind me pyara sapna ho koi
Nind me pyara sapna ho koi
Or maja ho kisi ke intzar ka
Mausam bahar ka din suhane
Din suhane ye mausam bahar ka

Khil uthi dil ki khamosh kaliya
Khil uthi dil ki khamosh kaliya
Jagmagai gayi ummido ki galiya
Jagmagai gayi ummido ki galiya
Ye machalna dil e bekarar ka
Ye machalna dil e bekarar ka
Mausam bahar ka din suhane
Din suhane ye mausam bahar ka
Dil ye chahe mai gau geet pyar ka
Dil ye chahe mai gau geet pyar ka
Ho geet pyar ka din suhane
Ho din suhane ye mausam bahar ka.

MoviePoonam
SingerLata Mangeshkar
DirectorM. Sadiq
Music ComposerJaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
LyricistShailendra (Shankardas Kesarilal)
Star CastKamini Kaushal, Om Prakash, Sajjan Asha Mathur, Ashok Kumar
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *