Din dooba tum yaad aaye – (2)
Din dooba tum yaad aaye
Dip jala tum yaad aaye – (2)
Din dooba tum yaad aaye
Jab jab mere aangan mein – (3)
Phul khila tum yaad aaye – (2)
Darwaaje par aahat se – (3)
Dil dhadaka tum yaad aaye
Jab bhi dil par koi taaja – (3)
Jakhm laga tum yaad aaye – (2)
Dip jala tum yaad aaye, din dooba tum yaad aaye – (2)
| Movie | Inteha (Jagjit Singh) |
| Singer | Jagjit Singh |
| Music Composer | Jagjit Singh |
| Lyricist | Naseem Ajmeri |