Din dhal gaya hai ab to jane do yaar – 3
Kal kar lena janam tum baki ka pyar
Din dhal gaya hai ab to jane do yaar
(Thahro jara do gadi jane ja
Abi thik se tumko dekha kaha) – (2)
Din dhal gaya hai ab to jane do yaar – 2
(Dhadkan se bhi tej ab to
Ghadiya ye chalne lagi hai) – (2)
Rrukhne ki baat ab to yara
Mujhko khalne lagi
(Hum vaqt ko rok lenge sanam
Tum bhi jara roke apne kadam) – (2)
Din dhal gaya hai ab to jane do yaar – 2
(Apne diwane pe itna kyu
Tum sitam kar rahi ho) – (2)
Hum sath hai jab tumhare
(Fir kisliye dar rahi ho
Is pal jo mai ja na payi agar) – (2)
Fir na mai ja sakungi ghar
Din dhal gaya hai ab to jane do yaar – 2
Kal kar lena janam tum baki ka pyar
Kyu ja rahi ho kar lo todha sa pyar – 2
| Movie | Dil Tera Deewana |
| Singer | Alka Yagnik, Udit Narayan |
| Music Composer | Aadesh Shrivastava |
| Lyricist | Shyam Raj |