Din dhal gaya hai ab to jane do yaar
Din dhal gaya hai ab to jane do yaar
Din dhal gaya hai ab to jane do yaar
Kal kar lena janam tum baki ka pyar
Din dhal gaya hai ab to jane do yaar
Thahro jara do ghadi janeja
Abhi thik se tumko dekha kaha
Thahro jara do ghadi janeja
Abhi thik se tumko dekha kaha
Din dhal gaya hai ab to jane do yaar
Din dhal gaya hai ab to jane do yaar
Dhadkan se bhi tej ab to ghadiya ye chalne lagi hai
Dhadkan se bhi tej ab to ghadiya ye chalne lagi hai
Rukhne ki ab baat yara
Mujhko to khalne lagi hai
Hum vaqt ko rok lenge sanam
Tum bhi jara roko apne kadam
Hum vaqt ko rok lenge sanam
Tum bhi jara roko apne kadam
Din dhal gaya hai ab to jane do yaar
Din dhal gaya hai ab to jane do yaar
Apne diwane pe itna
Kyu tum sitam kar rahi ho
Apne diwane pe itna
Kyu tum sitam kar rahi ho
Hum sath hai jab tumhare
Fir kisliye dar rahi ho
Is pal jo mai ja na payi agar
Fir na kabhi ja sakungi main ghar
Is pal jo mai ja na payi agar
Fir na kabhi ja sakungi main ghar
Din dhal gaya hai ab to jane do yaar
Din dhal gaya hai ab to jane do yaar
Kal kar lena janam tum baki ka pyar
Kyu ja rahi ho kar lo thoda sa pyar
Kyu ja rahi ho kar lo thoda sa pyar
| Movie | Dil Tera Diwana |
| Singer | Alka Yagnik, Udit Narayan |
| Director | Lawrence D |
| Music Composer | Aadesh Shrivastava |
| Lyricist | Shyam Raj |
| Star Cast | Twinkle Khanna, Shatrughan Sinha, Dilip Tahil, Shakti Kapoor, Harish Patel, Raju Shreshta, Guddi Maruti, Vishwajeet Pradhan, Tiku Talsania, Ghanshyam, Saif Ali Khan |

