Dilwale Tera Naam Kya Hai Lyrics | Kranti | Nitin Mukesh, Manna Dey, Mahendra Kapoor, Lata Mangeshkar, Shailendra Singh | Laxmikant Pyarelal

Dilwale Tera Naam Kya Hai Lyrics | Kranti | Nitin Mukesh, Manna Dey, Mahendra Kapoor, Lata Mangeshkar, Shailendra Singh | Laxmikant Pyarelal

Dilwaale dilwaale dilwaale tera naam kya hai
Naam kya hai tera paigaam kya hai
Dilwaale dilwaale tera naam kya hai
Naam kya hai tera paigaam kya hai
Kranti aha kranti aha kranti aha kranti aha kranti kranti

Ab na kisiki maang na ujade
Ab kisiki maang na ujade
Ab bachchose maa na bichhade
Ab kisiki maang na ujade
Kranti aha kranti aha kranti aha kranti aha kranti kranti

Dilwaale dilwaale dilwaale tera apna kya hai
Apana kya hai tera sapana kya hai
Kranti aha kranti aha kranti kranti
Desh ki khatir kaam aayenge desh ki khatir kaam aayenge
God mein isaki so jaayenge god mein jisaki so jaayenge
Dilwaale dilwaale dilwaale tera aramaan kya hai
Aramaan kya hai tera imaan kya hai
Kranti aha kranti aha kranti kranti

Ek hi mitti ek hi pooja ek hi mitti ek hi pooja
iske siva na bhaaye dooja iske siva na bhaaye dooja
Dilwaale dilwaale dilwaale tera raam kya hai
Raam kya hai tera ghanshaam kya hai
Kranti aha kranti aha kranti aha kranti aha kranti kranti

Mar jaayenge mit jaayenge naam watan ka kar jaayenge
Dilwale dilwale tera aagaaz kya tera
Aagaaz kya hai tera anjaam kya hai
Kranti aha kranti aha kranti aha kranti aha kranti kranti

Dushman ko jo maar ke aaye
Maar ke aaye ya mit jaye vo mata ka lal kehlaaye
Vo mata ka lal kehlaaye maa vaari jayr blihaari jaye
Jab desh pe beta khoon bahaaye desh pe beta khoon bahaaye
Jab desh pe beta khoon bahaaye dilwali dilawali teri aan kya hai
Aan kya hai teri santaan kya hai
Kasam hame hai is dhart ki apne lhoo se likh jaayenge
Kranti aha kranti aha kranti aha kranti aha kranti kranti

MovieKranti
SingerNitin Mukesh, Manna Dey, Mahendra Kapoor, Lata Mangeshkar, Shailendra Singh
DirectorManoj Kumar
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistManoj Kumar
Star CastDilip Kumar, Manoj Kumar, Hema Malini, Shatrughan Sinha, Parveen Babi, Pradeep Kumar, Shashi Kapoor, Sarika, Prem Chopra, Madan Puri, Tom Alter, Birbal, Nirupa Roy, Dheeraj Kumar, Shashikala, Agha, Sulochna, Ram Mohan, Bhagwan, Sudhir Dalvi, Shammi, Lalit

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *