Dilruba Dil-Nasheen
Ba-Khuda Tu Haseen
Tere Jaisi Hoor Na Koi
Tum Mile Gul Khile
Gul Khile Jo Tum Mile
Gulzar Zindagi Yeh Ho Gayi
Dilruba Dil-Nasheen
Dilruba Dil-Nasheen
Dilruba Dil-Nasheen
Main Bhoolne Laga Hoon
Kaam-Kaaj Sab Kyun
Kyunki Tuney Hai Zehan Ko Qaid Kar Liya
Khalbali Machi Hai
Akl Na Bachi Hai
Dakhl Tuney Zindagi Mein Iss Qadar Diya
Bana Main Majnu Mastaana
Aashiq Puraana
Sun Le Dil-Phenk Hoon Nahin
Dilruba Dil-Nasheen
Ba-Khuda Tu Haseen
Tere Jaisi Hoor Na Koi
Tum Mile Gul Khile
Gul Khile Jo Tum Mile
Gulzar Zindagi Yeh Ho Gayi
Dilruba Dil-Nasheeen
Dilruba Dil-Nasheen
Kya Cheez Hai
Kya Cheez Hai
Tu Kya Cheez Hai
O Meri Dilruba
Yeh Tera Noor Hai
Ya Suroor Hai
Fitoor Tera Chadh Chuka Hai
Meri Dilruba
| Singer | Rito Riba |
| Music Composer | Tongs Kichu |
| Lyricist | Siddhant Kaushal |
| Label | Play DMF |

