Dilbar Mere Lyrics  | Satte Pe Satta | Amitabh Bachchan, Hema Malini | Amit Kumar, Kishore Kumar | Rahul Dev Burman

Dilbar Mere Lyrics | Satte Pe Satta | Amitabh Bachchan, Hema Malini | Amit Kumar, Kishore Kumar | Rahul Dev Burman

Dilbar mere kab tak
Mujhe aise hi tadpaaoge
Mai aag dil mein laga dunga
Wo ke pal mein pighal jaaoge
Dilbar mere kab tak
Mujhe aise hi tadpaaoge
Mai aag dil mein laga dunga
Wo ke pal mein pighal jaaoge
Yek din aayega pyaar ho jaayega
Mai aag dil mein laga dunga
Wo ke pal mein pighal jaaoge

Sochoge jab mere baare
Mein tanahaiyon me
Ghir jaaoge aaur bhi
Meri parachhaiyon me
Sochoge jab mere baare
Mein tanahaiyon me
Ghir jaaoge aaur bhi
Meri parachhaiyon me
O dil machal jaayega
Pyaar ho jaayega
Dilbar mere kab tak
Mujhe aise hi tadpaaoge
Mai aag dil mein laga dunga
Wo ke pal mein pighal jaaoge

Dil se milega jo dil to
Mahakane lagoge
Tum meri baahon mein
Aake bahakane lagoge
Dil se milega jo dil to
Mahakane lagoge
Tum meri baahon mein
Aake bahakane lagoge
Hosh kho jaayega
Pyaar ho jaayega
Dilbar mere kab tak
Mujhe aise hi tadpaaoge
Mai aag dil mein laga dunga
Wo ke pal mein pighal jaaoge

Yek din aayega pyaar ho jaayega
Mai aag dil mein laga dunga
Wo ke pal mein pighal jaaoge
Dilbar mere kab tak
Mujhe aise hi tadpaaoge
Mai aag dil mein laga dunga
Wo ke pal mein pighal jaaoge.

MovieSatte Pe Satta
SingerAmit Kumar, Kishore Kumar
DirectorRaj N. Sippy
Music ComposerRahul Dev Burman
LyricistGulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)
Star CastAmitabh Bachchan, Hema Malini, Ranjeeta Kaur, Amjad Khan, Shakti Kapoor, Sachin, Gufi Paintal, Ranjeet, Vijayendra Ghatge, Sarika
LabelShemaroo Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *