Dilabar Kahun Ya Dilaruba Tujhe Lyrics | Ye Hai Ghar Ki Mahabharat | Udit Narayan, Kumar Sanu

Dilbar kahu ke dil kahu ya dilruba tujhe
Dar hai kuda ka varna main to kahta
Kya
Dilbar kahu ke dil kahu ya dilruba tujhe
Dilbar kahu ke dil kahu ya dilruba tujhe
Dar hai kuda ka varna main to kahta khuda tujhe

Main jaa kahu ke zindagi ya jaan-e-jaha tujhe

Meri vafa ne maan liya apna khuda tujhe
Meri vafa ne maan liya apna khuda tujhe

Kyun dhum shaayaro mein na ho tere naam ki

Gaalib ki tu gazal hai rubaayi khayaam ki
Kya khub shayrana mili hai adaa tujhe
Kya khub shayrana mili hai adaa tujhe
Meri vafa ne maan liya apna khuda tujhe
Meri vafa ne maan liya apna khuda tujhe

Teri nazar hasin thi jo main hasin lagi
Teri nazar hasin thi jo main hasin lagi
Chaahat ko aasmaan tujhe ye zamin lagi
Maine dikha diya hai tera aaina tujhe
Maine dikha diya hai tera aaina tujhe
Dar hai kuda ka varna main to kahta khuda tujhe
Dar hai kuda ka varna main to kahta khuda tujhe

Sab kuchh main bhul baitha lagaakar gale tujhe

Duniya ki har khushi di tere dard ne mujhe
Ab mujhse kar sakegi na duniya juda tujhe
Ab mujhse kar sakegi na duniya juda tujhe
Dar hai kuda ka varna main to kahta khuda tujhe
Dar hai kuda ka varna main to kahta khuda tujhe

Dilbar kahu ke dil kahu ya dilruba tujhe
Main jaa kahu ke zindagi ya jaan-e-jaha tujhe
Dar hai kuda ka varna main to kahta khuda tujhe
Meri vafa ne maan liya apna khuda tujhe
Main to kahta khuda tujhe
Maan apna khuda tujhe
Main to kahta khuda tujhe
Maan apna khuda tujhe

MovieYe Hai Ghar Ki Mahabharat
SingerUdit Narayan, Kumar Sanu
Star CastJaya Prada, Kader Khan, Raj Babbar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *