Dil walo ki mahfil mein aa ho ja badnam
Na soch anjaam utha le jham
Dil walo ki mahfil mein
Raat baye surahe
Sham baye to paimana
Jhum rahe hai tare sarabhi
Aasma hai maykhana
Aise me apne sar le ek naya iljham
Na soch anjaam utha le jham
Dil walo ki mahfil mein aa ho ja badnam
Na soch anjaam utha le jham
Dil walo ki mahfil mein
Sun le o deewane aankho ke afsane
Sun le o deewane aankho ke afsane
Aaya hai koi pyar ki bate
Dekh tujhe samjhane
Laut ke phir na aayegi
Rang bari ye sham
Na soch anjaam utha le jham
Dil walo ki mahfil mein aa ho ja badnam
Na soch anjaam utha le jham
Dil walo ki mahfil mein
Dil walo ki mahfil mein aa ho ja badnam
Na soch anjaam utha le jham
Dil walo ki mahfil mein.
| Movie | Mohar |
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Director | P. Jairaj |
| Music Composer | Madan Mohan Kohli |
| Lyricist | Rajendra Krishan |
| Star Cast | Shammi Kapoor, Geeta Bali, Minu Mumtaz, Bhagwan, Lalita Pawar, Kuldip Kaur, Tiwari, Randhir Kapoor |
| Label | Saregama |

