Dil Tuta Aur Armaan Tute Lyrics  | Roomal | Rehman, Nargis Dutt | Mohammed Rafi | Hansraj Behl

Dil Tuta Aur Armaan Tute Lyrics | Roomal | Rehman, Nargis Dutt | Mohammed Rafi | Hansraj Behl

Baithe the thandi chhav
Ab jaate hai dard liye
Lo basi tumhara gaav

Dil tuta aur arman lute dil tuta
Dil tuta aur arman lute
Dil tuta aur arman lute dil tuta
Dil tuta aur arman lute

Ghar chhod ke hum hai dur chale
Shisha dil karke chur chale
Is bat se ho majboor chale
Is bat se ho majboor chale
Kahne ki nahi koi kya samjhe
Dil tuta aur majboor chale
Majboor chale

Dil tuta aur arman lute dil tuta
Dil tuta aur arman lute

Kyu fikar fikar uthte hai kadam
Kyu aankh hui teri phir naam
Kis baat ka rona kaisa gham
Kis baat ka rona kaisa gham
Jo chhod chale wo chhod chale
Dil tuta aur majboor chale
Majboor chale.

MovieRoomal
SingerMohammed Rafi
DirectorS.K. Ojha
Music ComposerHansraj Behl
LyricistMulkraj Bhakri
Star CastRehman, Nargis Dutt, Jairaj, Jeevan, Cuckoo
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *