(Ek puppy me pyar ka
Agreement ho gaya) – (2)
(Dil tumhara aashiq
Permanent ho gaya) – (2)
(Aankho se aankho
Ka accident ho gaya) – (2)
(Dil tumhara aashiq
Permanent ho gaya) – (2)
(Dhak dhak si kyu hoti hai
Nayi nayi prem kahani hai
Ye dunia to jalti hai
Ye to bat purani hai) – (2)
Jise hai jalna jala kare
Wo rab hamara bhala kare
(Tar mile dhadkan ke
Expriment ho gaya) – (2)
(Dil tumhara aashiq
Permanent ho gaya) – (2)
(Choupati hum jayenge
Khatti mithi bhel puri khayenge
Log jo hamke dekhenge
Chori chori ishk ladayenge) – (2)
Hasin mausam khuli hawa
Nayi jawani naya nasha
(Rahi kami na koi sent
Percent ho gaya) – (2)
(Dil tumhara aashiq
Permanent ho gaya) – (2)
(Ek puppy me pyar ka
Agreement ho gaya) – (2)
(Dil tumhara aashiq
Permanent ho gaya) – (2)
(Aankho se aankho
Ka accident ho gaya) – (2)
(Dil tumhara aashiq
Permanent ho gaya) – (2)
| Movie | Lahoo Ke Do Rang |
| Singer | Abhijeet, Alka Yagnik |
| Music Composer | Anand Shrivastav |
| Lyricist | Sameer |