Dil Teri Aarzoo Mein Tadapta Raha Lyrics | Meri Zindagi Ke Lamhe | Ashok Pradhan | Ashok Pradhan | Vinod Sharma

Dil teri aarzoo mein tadapta raha
Dil teri aarzoo mein tadapta raha
Zindagi ka meri rukh badalta raha
Zindagi ka meri rukh badalta raha
Dil teri aarzoo mein tadapta raha
Dil teri aarzoo mein tadapta raha

Bekhudi si liye dillagi is liye
Zindagi ke kisi ek hasee mod par
Bekhudi si liye dillagi is liye
Zindagi ke kisi ek hasee mod par
Main to gir gir ke yunhi sambhalta raha
Main to gir gir ke yunhi sambhalta raha
Zindagi ka meri rukh badalta raha
Dil teri aarzoo mein tadapta raha
Dil teri aarzoo mein tadapta raha

Unki bebas nigaah bejubaan ho gayi
Mere bhi pyaar ki intahaan ho gayi
Unki bebas nigaah bejubaan ho gayi
Mere bhi pyaar ki intahaan ho gayi
Umra bhar main tujhe pyaar karta raha
Umra bhar main tujhe pyaar karta raha
Zindagi ka meri rukh badalta raha
Dil teri aarzoo mein tadapta raha
Dil teri aarzoo mein tadapta raha

Jeene marne ki lambi pashopesh mein
Apne guzare huye waqt ke soch mein
Jeene marne ki lambi pashopesh mein
Apne guzare huye waqt ke soch mein
Zindagi bhar ye gham humko dasta raha
Zindagi bhar ye gham humko dasta raha
Zindagi ka meri rukh badalta raha
Dil teri aarzoo mein tadapta raha
Dil teri aarzoo mein tadapta raha.

MovieMeri Zindagi Ke Lamhe
SingerAshok Pradhan
Music ComposerVinod Sharma
Star CastAshok Pradhan
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *