Dil Teree Divangee Me Kho Gaya Hain Lyrics | Kismat | Anand Raj Anand, Richa Sharma | Anand Raj Anand

Dil Teree Divangee Me Kho Gaya Hain Lyrics | Kismat | Anand Raj Anand, Richa Sharma | Anand Raj Anand

Dil teri divangi me kho gaya hai
Dil teri divangi me kho gaya hai
Dil teri divangi me kho gaya hai
Dil teri divangi me kho gaya hai kho gaya hai
Ho gaya hai ishq tumse ho gaya hai
Ho gaya hai ishq tumse ho gaya hai

Kal talak jo baat bhi karte na the
Jo nigahe char tak karte na the
Kal talak jo baat bhi karte na the
Jo nigahe char tak karte na the
Aaj unko pyar hamse ho gaya hai
Aaj unko pyar hamse ho gaya hai
Ho dil teri divangi me kho gaya hai

Ishq ne aankhe karam ham pe kiye hai
Yar ki aaghosh se lipte huye hai
Ishq ne aankhe karam ham pe kiye hai
Yar ki aaghosh se lipte huye hai
Khwab jo dekha tha pura ho gaya hai
Khwab jo dekha tha pura ho gaya hai
Ho dil teri divangi me kho gaya hai

Tum mile to ye khudayi mil gayi
Har khushi jo thi parayi mil gayi
Tum mile to ye khudayi mil gayi
Har khushi jo thi parayi mil gayi
Mil gayi
Meharban mujhpe mera rab ho gaya hai
Meharban mujhpe mera rab ho gaya hai
Dil teri divangi me kho gaya hai kho gaya hai
Ho gaya hai ishq tumse ho gaya hai
Ho gaya hai ishq tumse ho gaya hai
Ho gaya hai ishq tumse ho gaya hai

MovieKismat
SingerAnand Raj Anand, Richa Sharma
DirectorGuddu Dhanoa
Music ComposerAnand Raj Anand
LyricistDev Kohli
Star CastBobby Deol, Priyanka Chopra, Aashish Vidyarthi, Sanjay Narvekar, Mushtaq Khan, Mohan Joshi, Smita Jaykar, Kabir Bedi, Shahbaaz Khan, Virendra Saxena, Amit Behl

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *