Dil Tere Naam Lyrics  | Dukaan: Pila House | Vikas Kalantri, Rambha | Abhijeet Bhattacharya | Altaf Raja

Dil Tere Naam Lyrics | Dukaan: Pila House | Vikas Kalantri, Rambha | Abhijeet Bhattacharya | Altaf Raja

Dil tere naam kar diya hai
Kitna hasi kaam kar diya hai
Dil tere naam kar diya hai
Kitna hasi kaam kar diya hai
Teri mohabbat mein ae sanam
Khud ko badnaam kar diya hai
Haye dil tere naam kar diya hai
Kitna hasi kaam kar diya hai
Teri mohabbat mein ae sanam
Khud ko badnaam kar diya hai
Haye dil tere naam kar diya hai

Ab aage jo bhi ho
Anjaam dekha jayega
Mere in labo pe har pal
Naam tera aayega
Ab aage jo bhi ho
Anjaam dekha jayega
Mere in labo pe har pal
Naam tera aayega
Tere begair ye dil chain kaha payega
Dil tere naam kar diya hai
Kitna hasi kaam kar diya hai
Teri mohabbat mein ae sanam
Khud ko badnaam kar diya hai
Haye dil tere naam kar diya hai

Jiski thi talash hume
Zindagi ki raaho mein
Manzil wo paayi humne
Teri hi nigaaho mein
Jiski thi talash hume
Zindagi ki raaho mein
Manzil wo paayi humne
Teri hi nigaaho mein
Dil taras raha hai kho jaaye
Hum teri baaho mein
Dil tere naam kar diya hai
Kitna hasi kaam kar diya hai
Teri mohabbat mein ae sanam
Khud ko badnaam kar diya hai
Haye dil tere naam kar diya hai
Kitna hasi kaam kar diya hai
Teri mohabbat mein ae sanam
Khud ko badnaam kar diya hai
Haye dil tere naam kar diya hai.

MovieDukaan: Pila House
SingerAbhijeet Bhattacharya
DirectorIqbal Durrani
Music ComposerAltaf Raja
LyricistArun Bhairav
Star CastVikas Kalantri, Rambha, Rati Agnihotri, Salim Ghouse, Mukesh Tiwari, Rana Jung Bahadur, Goga Kapoor, Shahbaaz Khan, Nawab Shah, Pushpa Verma
LabelVenus Records

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *