Bijalee girake aap khud bijalee se darr gaye
Ham sadgee peh aap kee leellah mar gaye
Haye haye haye………
(Dil tera divana hai sanam – (2)
Jante ho tum kuchh na kahenge ham – (2)
Mohabbat kee kasam haye, mohabbat kee kasam – (2)) – (2)
Pyar ke albele yeh humsafar, chal denge le jayega dil jidhar
Rah me kho jayenge aaj toh – (2)
Haye manjil kaha hai hume kya khabar
Kuchh chahat ka asar kuchh mausam ka asar
Dil tera divana hai sanam – (2)
Jante ho tum kuchh na kahenge ham ho – (2)
Mohabbat kee kasam haye, mohabbat kee kasam – (2)
Teree aankho me jo surur hai, sara isika toh kusur hai
Saiya anjane najre pyar kee – (2)
Nadan yeh dil mera majbur hai, jivan me ek bar khud ho jata hai pyar
Dil tera divana hai sanam – (2)
Jante ho tum kuchh na kahenge ham – (2)
Mohabbat kee kasam – (2)
Kya keje koyee mann bha gaya, dil me hamara woh sama gaya
Hans ke kissi ne dekha ek bar – (2)
Haye dil kee murade koyee pa gaya
Sanso me mithee aag hotho peh mitha rag
Dil tera divana hai sanam – (2)
Jante ho tum kuchh na kahenge ham – (2)
Mohabbat kee kasam, mohabbat kee kasam – (4)
| Movie | Dil Tera Diwana (1962) |
| Singer | Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi |
| Music Composer | Shankar-Jaikishan |