Dil Se Hai Pyara Jiska Ishaara Lyrics | Mohar | Lata Mangeshkar | Madan Mohan

Dil Se Hai Pyara Jiska Ishaara Lyrics | Mohar | Lata Mangeshkar | Madan Mohan

Dil se hai pyara jiska ishara dil hai usi ka diwana
Dil se hai pyara jiska ishara dil hai usi ka diwana
Chand sitare jis par vare pyar hai uska najrana
Dil se hai pyara jiska ishara dil hai usi ka diwana

Dekh ke jiska jalva chadhta suraj pani bharta hai
Ha suraj pani bharta hai aasman bhi uske aage
Jhuk kar sajde karta hai ha jhuk kar sajde karta hai
Mast hawaye jab laharaye gaye usi ka afsana
Dil se hai pyara jiska ishara dil hai usi ka diwana

Vo jo baho me aan mile to shokh bahare sharmaye
Ha shokh bahare sharmaye bhule se jo hans de to
Phulo ko pasine aa jaye phulo ko pasine aa jaye
Hosh uda ja samne aa ja aap se kyu hai begana

Dil se hai pyara jiska ishara dil hai usi ka diwana
Chand sitare jis par vare pyar hai uska najrana
Dil se hai pyara jiska ishara dil hai usi ka diwana

MovieMohar
SingerLata Mangeshkar
DirectorP. Jairaj
Music ComposerMadan Mohan
LyricistRajinder Krishan
Star CastShammi Kapoor, Geeta Bali, Minu Mumtaz, Bhagwan, Lalita Pawar, Kuldip Kaur, Tiwari, Randhir Kapoor

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *