Dil Rubaon Se Pyar Na Karna Lyrics | Yeh Ishq Nahin Aasan | Anwar, Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal

Dil Rubaon Se Pyar Na Karna Lyrics | Yeh Ishq Nahin Aasan | Anwar, Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal

Dilrubao se pyar na karna dilrubao se pyar na karna
Bewafao se pyar na karna bewafao se pyar na karna
Dilrubao se pyar na karna dilrubao se pyar na karna
Bewafao se pyar na karna bewafao se pyar na karna
Dilrubao se pyar na karna

Dur se ankhe taras jayengi dur se ankhe taras jayengi
Dur dil se ye baras jayengi baras jayengi
In ghatao se pyar na karna in ghatao se pyar na karna
Bewafao se pyar na karna bewafao se pyar na karna
Dilrubao se pyar na karna

Kya pata kab ye kidhar jati hai kya pata kab ye kidhar jati hai
Chu ke dil ko jo gujar jati hai chu ke dil ko jo gujar jati
Gujar jati hai
In hawao se pyar na karna in hawao se pyar na karna
Bewafao se pyar na karna bewafao se pyar na karna
Dilrubao se pyar na karna

Ho ye wafaye nahi jafaye hai ye wafaye nahi jafaye hai
Ye maohabbat nahi adaye hai adaye hai
In adao se pyar na karna in adao se pyar na karna
Bewafao se pyar na karna bewafao se pyar na karna
Dilrubao se pyar na karna

Shokh gulrang ho gurur kam se shokh gulrang ho gurur kam se
Ye bala ki hasin hai lekin
In balao se pyar na karna in balao se pyar na karna
Bewafao se pyar na karna bewafao se pyar na karna
Dilrubao se pyar na karna dilrubao se pyar na karna

MovieYeh Ishq Nahin Aasan
SingerAnwar, Asha Bhosle
DirectorTinnu Anand
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
Star CastRishi Kapoor, Padmini Kolhapure, Asrani, Deepti Naval, Iftekhar, Omprakash, Murad, Yogita Bali

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *