Mmm hmm hmm hmm oh ho ho……….
Dil ne phir yad kiya
(Choree choree satane laga, rato ko bhee jagane laga
Lamha hasin pyar kaa (dil ne phir yad kiya -2)) – (2)
(Charo taraf khumar hai, mausam bhee bekarar hai
Bahke huye khayalo peh abb naa ikhtiyar hai) – (2)
Khwabo ko bhee sajane laga, jadu koyee chalane laga
Lamha hasin pyar kaa (dil ne phir yad kiya -2)
He eh he la la la……
(Chhaya jab surur hai, sare ghamo se dur hai – (2)
Mastee me hai yeh jindagee, kuchh toh huwa jarur hai) – (2)
Dhire dhire jhalane laga, nindo ko bhee churane laga
Lamha hasin pyar kaa (dil ne phir yad kiya -2)
Choree choree satane laga, rato ko bhee jagane laga
Lamha hasin pyar kaa (dil ne phir yad kiya -2)
| Movie | Dil Ne Phir Yaad Kiya (2001) |
| Singer | Alka Yagnik, Sonu Nigam |
| Music Composer | Aadesh Shrivastava |
| Lyricist | Sameer |