Dil Ne Kaha Dil Ne Suna Lyrics  | Jung | Mithun Chakraborty, Ajay Devgan | Nadeem Saifi | Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Dil Ne Kaha Dil Ne Suna Lyrics | Jung | Mithun Chakraborty, Ajay Devgan | Nadeem Saifi | Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Dil ne kaha dil ne suna
Humdam tujhe maine chuna
Tu pyar ka ehsas hai
Jo bujhe wo pyas hai
Tere hi dam se hai ye zindagi
Tere hi dam se hai ye zindagi
Dil ne kaha dil ne suna
Humdam tujhe maine chuna

Baris giri bhini hawa
Khushbu bani tu dilruba
Tu hai meri aahosh mein
Kaise rahu main hosh mein
Tere hi dam se hai ye zindagi
Tere hi dam se hai ye zindagi
Dil ne kaha dil ne suna
Humdam tujhe maine chuna

Ye sham kya kajal tera
Kya hai ghata aanchal tera
Sargam hai kya kya saaj hai
Dilbar teri awaaz hai
Tere hi dam se hai ye zindagi
Tere hi dam se hai ye zindagi
Dil ne kaha dil ne suna
Humdam tujhe maine chuna

Sondi hui mitti mili
Yaado bhari chithi mili
Us mein tera bhi naam tha
Tera hasi paigam tha
Tere hi dam se hai ye zindagi
Tere hi dam se hai ye zindagi
Dil ne kaha dil ne suna
Humdam tujhe maine chuna
Tu pyar ka ehsas hai
Jo bujhe wo pyas hai
Tere hi dam se hai ye zindagi
Tere hi dam se hai ye zindagi
Tere hi dam se hai ye zindagi
Tere hi dam se hai ye zindagi.

MovieJung
SingerNadeem Saifi
DirectorT. Rama Rao
Music ComposerNadeem Saifi, Shravan Rathod
LyricistAnand Bakshi
Star CastMithun Chakraborty, Ajay Devgan, Rambha, Sadashiv Amrapurkar, Tinnu Anand, Sujata Mehta

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *