Dil Me Kyon Aaise Chubhan Hain Lyrics | Mazaa Mazaa | Arun Daga, Shreya Ghoshal | Arun Daga

Dil me kyon aaise chubhan hain, tadpa kyon sara badan hain – (2)
Yeh kaisee tadpan hain, mujhko batao sanam
Dil me kyon aaise chubhan hain, tadpa kyon sara badan hain
Yeh kaisee tadpan hain, mujhko batao sanam

Dehkee see jara jalatee see aaise jatee hain kyon meree – (2)
Oh mehakee see jara behakee see, aisee ratein ahin kyon meree
Aankho se ninde udee
Hotho pe kaisee agan hain, tadpa kyon sara badan hain
Yeh kaisee tadpan hain, mujhko batao sanam

Jismo kya chalo ruho tak dono mil jaye o sanam – (2)
Kagaj me aisee halat me kuchh kar jaye o sanam
Tum mujhko chedo na
Mann me kyon aisee jalan hain, tadpa kyon sara badan hain
Yeh kaisee tadpan hain, mujhko batao sanam
Dil me kyon aise chubhan hain, tadpa kyon sara badan hain
Yeh kaisee tadpan hain, mujhko batao sanam

MovieMazaa Mazaa
SingerArun Daga, Shreya Ghoshal
Music ComposerArun Daga
LyricistPraveen Bhardwaj

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *