Dil Ko Churaya Lyrics  | Khanki Hain Chudiyan | Faiz Anwar | Tanya Singh | Ravi Pawar

Dil Ko Churaya Lyrics | Khanki Hain Chudiyan | Faiz Anwar | Tanya Singh | Ravi Pawar

Dil ko churaya hai tune to
Nazrein churana churana
Aa mujh ko baahon mein lele
Sanam door jaana o jaana
Kehana mera tu maan le
Main hoon teri ye jaan le
Mujh ko pyaar ho gaya
Dil ko churaya hai tune to
Nazrein churana churana
Aa mujh ko baahon mein lele
Sanam door jaana o jaana

Aankhon mein hota hain chehra tera
Jaaye jahan bhi nazar
Mehaki huyi dil mein yaadein teri
Tadpaaye shaamo saher
Shaayad tujhe nahi ye khabar
Main chahati tujhe kis kadar
Tujhko jo dekha to
Main bhul baithi zamana o jaana
Aa mujh ko baahon mein lele
Sanam door jaana o jaana

Tujh bin mera haal kyaa ho gaya
Kaise bataau tujhe
Yaadon se teri main baatein karun
Ye kyaa huaa hain mujhe
Jaane na tu mohabbat meri
Tere liye hain chahat meri
Le jaaye na jaan meri
Tera door jaana o jaana
Aa mujh ko baahon mein lele
Sanam door jaana o jaana
Kehana mera tu maan le
Main hoon teri ye jaan le
Mujh ko pyaar ho gaya

Dil ko churaya hai tune to
Nazrein churana churana
Aa mujh ko baahon mein lele
Sanam door jaana o jaana.

MovieKhanki Hain Chudiyan
SingerTanya Singh
Music ComposerRavi Pawar
LyricistFaaiz Anwar
Star CastFaiz Anwar
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *