Dil Ki Khushi Yuun Dil Mein Chhupi Hai Lyrics | Professor Pyarelal (1981) | Kishore Kumar | Kalyanji-Anandji

(Dil ki khushi yuun dil mein chhupi hai
Phulon mein jaise khushbu basi hai) – (2)
Jalane lage jab ghum ki shamma toh
Apani hasin se usako bujhaana

Gaaye ja gaaye ja aur muskuraaye ja
Jab tak yeh fursat de yeh jamaana
Jitan khushi se dil ko lagaana – (2)
Utana hi ghum se rishta nibhaana
Ga ga ga gaaye ja aur muskuraaye ja
Jab tak yeh fursat de yeh jamaana

MovieProfessor Pyarelal (1981)
SingerKishore Kumar
Music ComposerKalyanji-Anandji

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *