Dil ki baat bata jaau – (4)
Shaam sawere pyaar mein tere -2, bas yahi gaata jaau
Dil ki baat bata jaau – (4)
Main toh tera hoon deewaana, duniya se begaana – (2)
Kaisa hoon main aashiq tera, tune na pehchaana
Chain milega dil ko mere -2, pyaar jo tera main paau
Dil ki baat bata jaau – (4)
Dil mein teri yaad basi hai, aankhon mein chehara hai – (2)
Hairat mein hoon sochake main toh, pyaar pe kyun pehara hai
Todke abb toh saari deewaare -2, teri baahon mein aau
Dil ki baat bata jaau – (8)
| Movie | Fusion (Kumar Sanu) |
| Singer | Kumar Sanu |