Dil Kee Yeh Aarju Thee Lyrics | Nikaah | Mahendra Kapoor, Salma Agha | Ravi

Dil kee yeh aarju thee koyee dilruba mile – (2)
Lo ban gaya nasib ke tum hamse aa mile
Dil kee yeh aarju thee koyee dilruba mile

Dekhe hame nasib se abb, apne kya mile – (2)
Abb tak toh jo bhee dost mile bewafa mile – (2)

Aankho ko ik ishaare kee jehmat toh dijiye
Kadamo me dil bichha du ijaajat toh dijiye
Gham ko gale laga lu jo gham aap kaa mile – (2)
Dil kee yeh aarju thee koyee dilruba mile

Hamne udaasiyo me gujaaree hai jindagee – (2)
Lagta hai dar fareb bewafa se kabhee kabhee – (2)
Aisa naa hoke jakhm koyee phir naya mile – (2)
Abb tak toh jo bhee dost mile bewafa mile

Kal tum juda huwe the jaha saath chhod kar
Ham aaj tak khade hain usee dil ke mod par
Hamko iss intjaar kaa kuchh toh silaah mile – (2)
Dil kee yeh aarju thee koyee dilruba mile

Dekhen hamein nasib se abb, apne kya mile
Abb tak toh jo bhee dost mile, bewafa mile

MovieNikaah
SingerMahendra Kapoor, Salma Agha
Music ComposerRavi
LyricistHasan Kamaal

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *