Dil ke aasman pe gam ki ghata chhayi
Aayi aayi
Aayi teri yaad aayi
Dil ke aasman pe gam ki ghata chhayi
Aayi aayi
Aayi teri yaad aayi
Teri yaad me sari duniya bhulayi
Aayi aayi
Aayi teri yaad aayi
Aa gaya phulo ke khilne ka mosam
Duniya ke aashiqo ke milne ka mosam,
Duniya ke aashiqo ke milne ka mosam
Aa gaya phulo ke khilne ka mosam
Duniya ke aashiqo ke milne ka mosam
Apne nasibo me hai kyu ye judayi
Aayi aayi
Aayi teri yaad aayi
Teri yaad me sari duniya bhulayi
Aayi aayi
Aayi teri yaad aayi
Log kahe to mai ye jan gawa du
Kaise labo se tera naam mita du
Log kahe to mai ye jan gawa du
Kaise labo se tera naam mita du
Mujhse na hogi kabhi ye bewafayi
Aayi aayi
Aayi teri yaad aayi
Teri yaad me sari duniya bhulayi
Aayi aayi
Aayi teri yaad aayi
Maut ke kadmo pe hum ghir padenge
Hum do akele kis kis se ladenge
Maut ke kadmo pe hum ghir padenge
Hum do akele kis kis se ladenge
Pyar ki dushman hai ye sari kudhayi
Aayi aayi
Aayi teri yaad aayi
Teri yaad me sari duniya bhulayi
Aayi aayi
Aayi teri yaad aayi
Aayi aayi
Aayi teri yaad aayi
Aayi aayi
Aayi teri yaad aayi
| Movie | Romance |
| Singer | Lata Mangeshkar, Amit Kumar |
| Director | Ramanand Sagar |
| Music Composer | R D Burman |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Star Cast | Kumar Gaurav, Poonam Dhillon, Shammi Kapoor, Saeed Jaffrey, Ranjeeta, Anwar, Raj Babbar, Viju Khote, Sushma Seth, Tom Alter, Jugnu |

