Dil Kare Lyrics  | Ho Mann Jahaan | Mahira Khan, Adeel Hussain | Atif Aslam | Ehtisham Mallick, Faakhir Mehmood

Dil Kare Lyrics | Ho Mann Jahaan | Mahira Khan, Adeel Hussain | Atif Aslam | Ehtisham Mallick, Faakhir Mehmood

Neend gayi chain gaya
Saawan bin rain gaya
Main jaanu kya hai ye raaz

Main naate tod aaya
Yaar kaheen chhod aaya
Bin sargam jaise hon saaz

Neend gayi chain gaya
Saawan bin rain gaya
Main jaanu kya hai ye raaz

Par dil kare
To kya kare
Par dil kare
To kya

Par dil kare
To kya kare
Par dil kare
To kya

Mere dil ki raahein
Yun gum sum veeraan hain
Jaise hon ye bhi naaraaz

Dil unko yaad kare
Raatein barbaad kare
Par keh na paaye ye raaz

Mann kare bhulaadun gilay
Na rahein shikve gilay
Tujh ko doon aise aawaaz

Par dil kare
To kya kare
Par dil kare
To kya

Par dil kare
To kya kare
Par dil kare
To kya

Thay jin se dil ke waastay
Kyun ban gaye wo faaslay

Par dil kare
To kya kare
Par dil kare
To kya

Par dil kare
To kya kare
Par dil kare
To kya

Par dil kare
To kya kare
Par dil kare
To kya.

MovieHo Mann Jahaan
SingerAtif Aslam
DirectorAsim Raza
Music ComposerEhtisham Mallick, Faakhir Mehmood
LyricistAsim Raza
Star CastMahira Khan, Adeel Hussain, Sheheryar Munawar, Sonya Jehan, Bushra Ansari, Arshad Mahmud, Nimra Bucha, Jamal Shah, Ahmed Ali Akbar
LabelMusiq Club

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *