Dil Ka Ladakpan Shuru Ho Gaya Lyrics | Ek Raat | Usha Khanna | Usha Khanna

Dil Ka Ladakpan Shuru Ho Gaya Lyrics | Ek Raat | Usha Khanna | Usha Khanna

Dil ka ladakpan shuru ho gaya
Dil ka ladakpan shuru ho gaya
Gaya mera bachpan
Gaya mera bachpan
Dil ka ladakpan shuru ho gaya
Dil ka ladakpan shuru ho gaya

Wo masum risthe sabhi tod ke
Meri zindagi ka ye rukh mod ke
Kahan kho gaya bewafa bachpana
Mujhe is ajab mod pe chhod ke
Dil ka ladakpan shuru ho gaya
Dil ka ladakpan shuru ho gaya
Gaya mera bachpan
Gaya mera bachpan
Dil ka ladakpan shuru ho gaya
Dil ka ladakpan shuru ho gaya

Hawao ko ye chhed sujhi hai kya
Ye rokti hai mera raasta
Shrarat ye phulo ne sikhi kahan
Ye kyu tham lete hai aanchal mera
Dil ka ladakpan shuru ho gaya
Dil ka ladakpan shuru ho gaya
Gaya mera bachpan
Gaya mera bachpan
Dil ka ladakpan shuru ho gaya
Dil ka ladakpan shuru ho gaya

MovieEk Raat
SingerUsha Khanna
DirectorRajnath
Music ComposerUsha Khanna
LyricistAnjaan
Star CastSheikh Mukhtar, Simi, Madan Puri, Shyama, David, Samson, Laxmi Chhaya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *