Dil Jalane Ki Baat Karte Ho Lyrics  | Dard Kafi Hai Bekhudi Ke Liye | Reshma | Reshma | Mohammed Khan

Dil Jalane Ki Baat Karte Ho Lyrics | Dard Kafi Hai Bekhudi Ke Liye | Reshma | Reshma | Mohammed Khan

Ashiyane ki baat karte ho
Ashiyane ki baat karte ho
Dil jalane ki baat karte ho
Ashiyane ki baat karte ho

Mujhko apni khabar nahi aanaam
Mujhko apni khabar nahi aanaam
Tum zamane ki baat karte ho
Tum zamane ki baat karte ho
Dil jalane ki baat karte ho
Ashiyane ki baat karte ho

Saari duniya ke ranjo gham dekar
Saari duniya ke ranjo gham dekar
Muskurane ki baat karte ho
Muskurane ki baat karte ho
Dil jalane ki baat karte ho
Ashiyane ki baat karte ho

Zikra mera suna to chid ke kahan
Zikra mera suna to chid ke kahan
Kis deewane ki baat karte ho
Kis deewane ki baat karte ho
Dil jalane ki baat karte ho
Ashiyane ki baat karte ho.

MovieDard Kafi Hai Bekhudi Ke Liye
SingerReshma
Music ComposerMohammed Khan
Star CastReshma
LabelTIPS Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *