Dil Jalaa Lyrics | Stop And Think (Album) | Ali Haider

Dil Jalaa Lyrics | Stop And Think (Album) | Ali Haider

??mera man to teri yaad me
Har pal hardam jala tha
Tanha chhod ke rahe mod ke
Bolo na kya mila tha
Main to hu hi sada
Kad jala
Ab hamesha rahu
Kad jala
Main dil jala

Maine samjha ki tum hi wo pyar ho
Jiski aankhon me hardam ikraar ho
Der tak tak roshni si aai kiran
Fir ujala andehre se dar gaya
Haar ke khof se subta gaya
Doob kar doob ke doob gaya
Mera man to teri yaad me
Har pal hardam jala tha
Tanha chhod ke rahe mod ke
Bolo na kya mila tha
Main to hu hi sada
Kad jala
Ab hamesha rahu
Kad jala
Main dil jala

Kho gaye hain pyar ke sare mausam kahi
Kash tham jate badal aur barkha bhai
Har nazare me dhundu main wade tere
Ab wafa wo kaha hai teri bewafa
Laut kar fir na aai wo ghata
Loot kar le gai sab kuch mera
Mera man to teri yaad me
Har pal hardam jala tha
Tanha chhod ke rahe mod ke
Bolo na kya mila tha
Main to hu hi sada
Kad jala
Ab hamesha rahu
Kad jala
Main dil jala

MovieStop And Think (Album)
SingerAli Haider

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *