Dil Jabse Unake Husn Kaa Servant Ho Gaya Lyrics | Nishana | Sagir Asif

Dil jabse unake husn kaa servant ho gaya
Sikka hamaare ishk kaa patent ho gaya

Tire nigaahe naj ko mai unake kya kahu
Mere liye toh maut kaa warrant ho gaya

Nilam kar diya hai ulfat ke chaand me
Dil kya huwa kee husn kaa merchant ho gaya

Aahe naa kyon bharu mai naale naa kyon karu mai
Order teree nigaah kaa urgent ho gaya

Jute lagaayiye kee pyaar kijiye
Samajhenge ham kee ishk kaa payment ho gaya
Ritu aayee suhaanee

MovieNishana
Music ComposerSagir Asif

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *