Dil Jabse Tut Gaya Kaise Kahe Kaise Jite Hai Lyrics | Film Hits – Pankaj Udhas | Pankaj Udhas

Dil jabse tut gaya -2 kaise kahe kaise jite hai
Dil jabse tut gaya kaise kahe kaise jite hai
Kabhee jyada kabhee kam pite hain
Dil jabse tut gaya -2 kaise kahe kaise jite hai
Kabhee jyada kabhee kam pite hain

Jam kaa hai sahara warna kya hai hamara – (2)
Yeh dawa jo naa pite ham bhala kaise jite
Dekhe mudke jahan hai waha bebasee
Bekhudee ban gayee abb meree jindagee
Sath teraa chhut gaya kaise kahe kaise jite hai
Kabhee jyada kabhee kam pite hain – (2)

Teraa wada tha jhutha pyar kaa rishta tuta – (2)
Tune parda hataya asli chehra dikhaya
Bewafa bekhabar sangdil beraham
Sochte hai tujhe kya kahe ham sanam
Kisko pata kisko khabar jakhmon ko ham kaise seete hai
(Kabhee jyada kabhee kam pite hain – (2)
Dil jabse tut gaya kaise kahe kaise jite hai) – (2)
Kabhee jyada kabhee kam pite hain – (2)

MovieFilm Hits - Pankaj Udhas
SingerPankaj Udhas

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *