Dil Gaya Tumne Liya Lyrics | Shaayar (Album) | Pankaj Udhas

Dil Gaya Tumne Liya Lyrics | Shaayar (Album) | Pankaj Udhas

??dil gaya tumne liya
Hum kya kare
Hum kya kare
Dil gaya tumne liya
Hum kya kare
Hum kya kare
Jane wali cheez ka
Gam kya kare
Gam kya kare
Dil gaya tumne liya
Hum kya kare
Hum kya kare

Baksh dena pyar ki gustaakhiya
Baksh dena pyar ki gustaakhiya
Dil hi kabu me nahi
Hum kya kare
Hum kya kare
Dil hi kabu me nahi
Hum kya kare
Hum kya kare
Jane wali cheez ka
Gam kya kare
Gum kya kare
Dil gaya tumne liya

Ek saagar par hai apni zindagi
Ek saagar par hai apni zindagi
Rafta rafta isse bhi
Kam kya kare
Kam kya kare
Rafta rafta isse bhi
Kam kya kare
Kam kya kare
Jane wali cheez ka
Gam kya kare
Gum kya kare
Dil diya tumne liya

Kahte hain ehele sifarish mujhse daab
Kahte hain ehele sifarish mujhse daab
Teri kismat hai buri
Hum kya kare
Hum kya kare
Teri kismat hai buri
Hum kya kare
Hum kya kare
Jane wali cheez ka gam
Gam kya kare
Gam kya kare
Dil gaya tumne liya
Hum kya kare
Hum kya kare

MovieShaayar (Album)
SingerPankaj Udhas

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *