Dil Gaya Haathon Se Lyrics  | Takkar | Suniel Shetty, Naseeruddin Shah | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Anu Malik

Dil Gaya Haathon Se Lyrics | Takkar | Suniel Shetty, Naseeruddin Shah | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Anu Malik

Dil gaya haathon se apne
Ek zara si baat mein
Dil gaya haathon se apne
Ek zara si baat mein
Dil gaya haathon se apne
Ek zara si baat mein
Hum to pagal ho gaye
Pyar ki suruaat mein
Hum to pagal ho gaye
Pyar ki suruaat mein
Dil gaya haathon se apne
Ek zara si baat mein
Dil gaya haathon se apne
Ek zara si baat mein
Hum to pagal ho gaye
Pyar ki suruaat mein
Hum to pagal ho gaye
Pyar ki suruaat mein

Aaj kal sab puchhte hai
Ye tumhe kya ho gaya
Kya batau main kisi ko
Khud nahi mujhko pata
Ho chok jaati hu hamesha
Main tumhare naam pe
Hosh hi rehta nahi jab
Jeekr tera chal pade
Hai azab deewangi si
In dino jajbat mein
Dil gaya haathon se apne
Ek zara si baat mein
Hum to pagal ho gaye
Pyar ki suruaat mein
Hum to pagal ho gaye
Pyar ki suruaat mein

Tumko paake dil mera
Jo ladkhadane sa laga
Bekhudi bhi saath laya
Ye mohabbat ka nasha
Ho main teri sanso ke saye
Mein jo aake kho gaya
Ye hasi mausam bahut hi
Aashiqana ho gaya
Umar bhar yuhi bhigona
Pyar ki barsat mein
Dil gaya haathon se apne
Ek zara si baat mein
Hum to pagal ho gaye
Pyar ki suruaat mein
Dil gaya haathon se apne
Ek zara si baat mein
Hum to pagal ho gaye
Pyar ki suruaat mein
Hum to pagal ho gaye
Pyar ki suruaat mein.

MovieTakkar
SingerAlka Yagnik, Kumar Sanu
DirectorBharat Rangacharya, Mahindra Bohra
Music ComposerAnu Malik
LyricistRani Malik
Star CastSuniel Shetty, Naseeruddin Shah, Sonali Bendre, Mohan Joshi, Shafi Inamdar, Archana Puransingh
LabelTips

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *