Dil Gaya Dil Ka Aetbar Gaya, Zindgi Bhar Ka Rajdar Gaya Lyrics | Qawwali Ki Raat | Suman Kalyanpur, Mohammed Rafi | Iqbal Qureshi

Dil Gaya Dil Ka Aetbar Gaya, Zindgi Bhar Ka Rajdar Gaya Lyrics | Qawwali Ki Raat | Suman Kalyanpur, Mohammed Rafi | Iqbal Qureshi

Dil gaya dil ka atbar gaya dil gaya dil ka atbar gaya
Zindagi bhar ka rajdar gaya zindagi bhar ka rajdar gaya
Dil gaya dil ka atbar gaya ho iski aabru hai tere hath
Iski aabru hai tere hath dekh le mehfil me khul na jaye ghat
Dekh apna koi akhtiyar gaya dil gaya dil ka atbar gaya

Zindagi bhar ka rajdar gaya zindagi bhar ka rajdar gaya
Dil gaya dil ka aetbar gaya thamja phul ke na khilne me
Thamja phul ke na khilne me look tha aapke na milne me
Aaj se lut ke intzar gaya dil gaya dil ka aetbar gaya
Zindagi bhar ka rajdar gaya zindagi bhar ka rajdar gaya
Dil gaya dil ka aetbar gaya humko aadat nahi machalne ki
Humko aadat nahi machalne ki

Koi surat nahi bahlne ki koi surat nahi bahlne ki
Bewafa kar ke dil karar gaya dil gaya dil ka aetbar gaya
Zindagi bhar ka rajdar gaya zindagi bhar ka rajdar gaya
Dil gaya dil ka aetbar gaya ab na kasti na ab kinara hai
Ab na kasti na ab kinara hai ab khuda ka hi ek sahara hai
Na khuda bich me taar gaya hai dil gaya dil ka aetbar gaya
Dil gaya dil ka aetbar gaya zindagi bhar ka rajdar gaya
Zindagi bhar ka rajdar gaya dil gaya dil ka aetbar gaya

MovieQawwali Ki Raat
SingerSuman Kalyanpur, Mohammed Rafi
DirectorDurgesh Kumar, Santosh
Music ComposerIqbal Qureshi
LyricistShevan Rizvi
Star CastKamaljeet, Kum Kum, Mumtaz, Deven Verma, Jagdeep, Aruna Irani, Murad

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *