Dil-E-Nadaan Lyrics | Hawaizaada | Shweta Subram, Ayushmann Khurrana | Ayushmann Khurrana

Dil-E-Nadaan Lyrics | Hawaizaada | Shweta Subram, Ayushmann Khurrana | Ayushmann Khurrana

Dil e nadaan tujhe huwa kya hai
Aakhir is dard ki dawaa kya hai
Dil e nadaan tujhe huwa kya hai

Humko unse wafaa ki hai umeed
Humko unse wafaa ki hai umeed
Humko unse wafaa ki hai umeed
Jo nahi jaante wafaa kya hai
Jo nahi jaante wafaa kya hai
Dil e nadaan tujhe huwa kya hai

Jaan tum par nisaar karta hu
Jaan tum par nisaar karta hu
Jaan tum par nisaar karta hu
Main nahi jaanta duaa kya hai
Dil e nadaan tujhe huwa kya hai

Maine maana ke kuchh nahi ghalib
Maine maana ke kuchh nahi ghalib
Muft haath aaye toh bura kya hai
Dil e nadaan tujhe huwa kya hai
Dil e nadaan tujhe huwa kya hai

MovieHawaizaada
SingerShweta Subram, Ayushmann Khurrana
DirectorVibhu Virender Puri
Music ComposerAyushmann Khurrana
LyricistMirza Ghalib
Star CastAyushmann Khurrana, Pallavi Sharda, Mithun Chakraborty, Naman Jain

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *