Dil deke dil liya haye rabba
Oye dil deke dil liya haye rabba
Lakho ka ye sauda kiya haye rabba
Oye duniya ka ab koi dar nahi
Oye humko kisi ki bhi fikar nahi
Marji humari
Hum jaye kahin
Dil apna hai
Lagaye kahin
Koi dil pe kisi ka chale jor nahi
Oye hum bhi to kuch kamjor nahi
Nahi dil kabhi todna
Bas dil se dil jodna
Nahi dil kabhi todna
Bas dil se dil jodna
Nahi dil kabhi todna
Bas dil se dil jodna
Nahi dil kabhi todna
Bas dil se dil jodna
Dil ki lagi ne bada kaam kiya
Dilwalo ka bada nam kiya
Oye dil leke gham ko tod diya
Oye duniya ko ye itna mod diya
Sona
Chandi
Heera
Moti bhul ke
Dhan walo ko dil shul lage
Koi khush ya kisi ke dil roye agar
Paisa paisa hoga paisa
Dil dil magar
Nahi dil kabhi todna
Bas dil se dil jodna
Nahi dil kabhi todna
Bas dil se dil jodna
Nahi dil kabhi todna
Bas dil se dil jodna
Nahi dil kabhi todna
Bas dil se dil jodna
| Movie | Ragga Raaga |
| Singer | The Voodoo Rapper, Chithra K S |
| Lyricist | Rajesh Johri, The Voodoo Rapper |

