Dil de diya ha seene se nikaal ke
Dil de diya ha seene se nikaal ke
Mohabbat hawao mein mohabbat nigaho mein
Rakh le dil ko dil mein sambhaal ke
Dil de diya ha seene se nikaal ke
Dil de diya ha seene se nikaal ke
Mohabbat hawao mein mohabbat nigaho mein
Rakh le dil ko dil mein sambhaal ke
Dil de diya ha seene se nikaal ke
Maine socha naa tha aisa ho jayega
Kya thi mujhko khabar chain kho jayega
Jaaneja tujhse mera waada hai
Tujhpe main pyar lutaunga
Jayegi tu kaha jayegi tere pichhe chala aaunga
Baahe teri ye baaho mein daal ke
Dil de diya ha seene se nikaal ke
Mohabbat hawao mein mohabbat nigaho mein
Rakh le dil ko dil mein sambhaal ke
Dil de diya ha seene se nikaal ke
Behke behke kadam
Behki behki najar
Ishk mera tujhe kar dega bekhbar
Honge hajaaro tere deewane
honga naa mujhsa koi deewana
Aise nigaahe kyun churati hu
Mushkil hai tere mujhse bach paana
Tere sanam jaadu kamaal ke
Dil de diya ha seene se nikaal ke
Mohabbat hawao mein mohabbat nigaho mein
Rakh le dil ko dil mein sambhaal ke
Dil de diya ha seene se nikaal ke
Dil de diya ha seene se nikaal ke
| Movie | Phir Hera Pheri |
| Singer | Kunal Ganjawala, Sunidhi Chauhan, Arya |
| Director | Neeraj Vora |
| Music Composer | Himesh Reshammiya |
| Lyricist | Sameer |
| Star Cast | Akshay Kumar, Suniel Shetty, Paresh Rawal, Bipasha Basu, Rimi Sen, Johny Lever, Manoj Joshi, Rajpal Yadav, Sharat Saxena, Suresh Menon, Dinesh Hingoo, Javed Khan, Tiku Talsania, Milind Gunaji, Ravi Kissen, Razzak Khan, Viju Khote, Sunil Pal, Manmouji, Nan |

