Dil Churane Lagee Jab Tumharee Najar Lyrics | Maine Dil Tujhko Diya | Sonu Nigam, Anuradha Paudwal | Daboo Malik

Dil Churane Lagee Jab Tumharee Najar Lyrics | Maine Dil Tujhko Diya | Sonu Nigam, Anuradha Paudwal | Daboo Malik

Dil churane lagi jab tumhari najar
Jan jane lagi ham huve bekhabar
Aahe bharne laga jab yeh dil sathiya
Kuchh kaho toh sanam kya kiya kya kiya
Maine dil tujhko de diya
Maine dil tujhko de diya
Dil churane lagi jab tumhari najar
Jan jane lagi ham huve bekhabar
Aahe bharne laga jab yeh dil sathiya
Kuchh kaho toh sanam kya kiya kya kiya
Maine dil tujhko de diya
Maine dil tujhko de diya

Woh ishara tera kitna masoom tha
Jayega abb yeh dil mujhko malum tha
Woh ishara tera kitna masoom tha
Jayega abb yeh dil mujhko malum tha
Iss umrr ne hume yu kiya bekarar
Dil ko roka magar na ruka humse yar
Tumne milke sanam aisa jadu kiya
Jab yeh jadu chala toh sanam kya kiya
Ha maine dil tujhko de diya
Maine dil tujhko de diya

Ham jo kehte nahi tum woh samjha karo
Aur kho jaye ham pyar itna karo
Ham jo kehte nahi tum woh samjha karo
Aur kho jaye ham pyar itna karo
Tum badhao jara pyar se yeh kadam
Tumse kaise kahe kitna chahenge ham
Iss mohabbat ne dono ko tadpa diya
Aur tadap ke sanam kya kiya kya kiya
Maine dil tujhko de diya
Maine dil tujhko de diya
Dil churane lagi jab tumhari najar
Jan jane lagi ham huve bekhabar
Aahe bharne laga jab yeh dil sathiya
Kuchh kaho toh sanam kya kiya kya kiya
Maine dil tujhko de diya
Maine dil tujhko de diya

MovieMaine Dil Tujhko Diya
SingerSonu Nigam, Anuradha Paudwal
DirectorSohail Khan
Music ComposerDaboo Malik
LyricistPraveen Bharadwaj
Star CastSohail Khan, Sameera Reddy, Kabir Bedi, Neeraj Vora, Sanjay Dutt, Rajpal Yadav, Dalip Tahil, Sarfaraz Khan, Aasif Sheikh, Archana Puran Singh, Vikas Sharma, Bobby Darling, Eijaz Khan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *